Milad un Nabi Kyun NAHI Manaana Chahiye (Bralwi Ulama ki Zubaani)

Hum Milad-un-Nabi Kyun Nahi Manaate (Ulama e Bralwi ki Zubaani)

Ulama e Bralwiya ko Baar Baar Yeh baat Kahi Jaati hai ke Milad ke Manaane aur Uske Juloos se Islaam ki Ibtedaayi 5 Sadi (500 years) Khaali rahi hai.

Lekin Ba-jaaye Samajhne ke, Yeh Hazraat Ulta Ulama e Ahle sunnat wal Jamaat ko Bhala Bura Kehte hai.

Par jo baat Ulama e Ahle Sunnat ne Kahi hai, wahi Bralwi Ulama ne bhi Kahi hai.

Pas, Ab Baat Hamaari hai, Zubaan Unki hai.

Bralwi Hazraat ke Hakeem ul Ummat, Mufti Ahmed Yaar Khan Naeemi Farmaate hai ke

“ Imam Sakhaawi Rh. ne Farmaaya ke Milad Shareef Teeno Zamaano me Kisi ne NA kiya, Baad me Ijaad huwa.”

(Jaal al Haq : Safa 236)

Scan Page :

JA AL HAQUE--PG--236-A

Bralwi Maulwi Faiz Ahmed Owaisi Likhte hai ke

‘Waqai Salaf-o-Saleheen ne yeh Amal Nahi kiya.’

(Gausul Ibaad : Safa 50)

Scan Page : Continue reading